Monday, July 6, 2015

Noor-e-Shab

Aaj, raat ke noor mein miyan kuch toh baat hai.
Goyaa, aaeney pe chupki uss purani bindi pe,
aaj phir uski nazar parh gayee ho.

- Neo

1 comment:

wandering-minstrel said...

wah wah wah wah..bohut khoob :)