Saturday, May 24, 2014

Matlabi Rishte

Naazon se paala hua woh rishta,
jo ab kahin parha hai thanda-paala;
Aaj bhi angeethi ki firaaq mein,
mujhe hi betha takta hai.

- Neo

No comments: