Baadal ko Sawaal:
'Thamja ae baadal, toh aaj tujhse ruk kar yeh poochoon...
Thamja ae baadal, toh aaj tujhse ruk kar yeh poochoon...
ki kyun apne aasmaan ko parde mein rakhta hai...kyun chamkte hui un taaron ko, chaand ko aur aftaab ko dhakta hai...'
Baadal ka Jawaab:
'Janaab aapki kuch hi aadaton ko sirhaya hai humne...
Zewar ko ruyee mein mehfooz rakhna, humne aap hi se toh seekha hai'
- Neo

No comments:
Post a Comment